Thursday 21 July 2011

Chand Wahi Hai Movie U R My Jaan - 2011

Movie: U R My Jaan
Song Name:Chand Wahi Hai
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Javed Ali - Shreya Ghoshal
Length: 04:38








Chand Wahi Hai Lyrics

chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai
phool wahi hai, khushbu judaa hai
maajra kya yeh mere Khuda hai
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai


na beqaraari, na to nasha tha
pehle nahi kuchh aisa huwa tha
aawaargi hai, deewaana pan hai
bechain itna kiyun aaj mann hai
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai


raahain gum hain, main chal rahi hun
sardiyon mein bhi main jal rahi hun
hone laga hai badlaaow mujh mein
koi kashish hai jaan-e-jaan tujh mein
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai


No comments:

Post a Comment