Thursday 21 July 2011

Mein Zamein Pe Hu Movie U R My Jaan - 2011

Movie: U R My Jaan 
Song Name:Mein Zamein Pe Hu
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Shreya Ghoshal
Length: 04:52






Mein Zamein Pe Hu Lyrics

main zameen pe hun, aasmaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
is jahaan mein hun, saahilon pe hun
kehkashaan pe hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun

na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai
[repeat]
main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun


chalte chalte ruk jaaon, rukte rukte main chal deti hun
aate jaate bewajah hi raasta main badal deti hun

na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai

main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun


kya huwa hai, kiyun huwa hai, mujh ko to nahi kuchh pata hai
main deewaani lagti hun, is main na meri kuchh khata hai

na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai

main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun


No comments:

Post a Comment